Monday, March 23, 2009

Tu Kisi Aur Ki Jageer Hai Ay Jaan

Tu Kisi Aur Ki Jageer Hai Ay Jaan-e-Ghazal
Log Toofan Utha Den Gay Mere Sath Na Chal

Pehle Haq Tha Teri Chahat Ke Chaman Par Mera
Pehle Haq Tha Teri Khushboo-e-Badan Par Mera

Ab Mera Pyar Tere Pyar Ka Haqdaar Nahin
Main Tere Gasoo-e-Rukhsar Ka Haqdaar Nahin

Ab Kisi Aur Ke Hain Shano Pe Aanchal Tera
Log Toofan Utha Den Gay Mere Sath Na Chal

Main Tere Pyar Se Ghar Apna Basaoon Kaise
Main Teri Maang Sitaron Se Sajaoon Kaise

Meri Kismat Mein Nahin Pyar Ki Khushboo Shayad
Mere Hathon Ki Lakeeron Mein Tu Nahin Shayad

Apni Taqdeer Bana Mera Muqadar Na Badal
Log Toofan Utha Den Gay Mere Sath Na Chal

Mujhse Kahti Hain Yeh Khamosh Nighahen Teri
Meri Parvaz Se Uunchi Hain Panahen Teri
 
Aur Gairat-e-Ehsas Pe Sharminda Hoon
Ab kisi Aur Ki Baahon Mein Hain Baahen Teri
 
Ab Kahan Mera Thikana Hai Kahan Tera Mahal
Log Toofan Utha Den Gay Mere Sath Na Chal"

Monday, March 2, 2009

સુવિચાર

સાચું બોલવાની પણ એક રીત હોય છે. તે એવી રીતે બોલાવું જોઈએ કે તે અપ્રિય ન બને.
–મોરારજીભાઈ દેસાઈ
મન પંચરંગી છે. ક્ષણે ક્ષણે તેના રંગ બદલાય છે. એક જ રંગના રંગાયેલા કોઈ વિરલા જ હોય છે.

–કબીર
જગતમાં માણસ સિવાય જેમ બીજું કોઈ મોટું નથી, તેમ માણસના ચારિત્ર્ય સિવાય બીજું કાંઈ પણ મોટું નથી.

–ડબલ્યુ એમ. ઈવાર્ટસ
બધે જ ગુણની પૂજા થાય છે, સંપત્તિની નહિ. પૂનમના ચંદ્ર કરતાં બીજનો ક્ષીણ ચંદ્ર જ વંદનીય ગણાય છે.

–ચાણક્ય
પરાજય શું છે ? એ એક પ્રકારનું શિક્ષણ છે. કાંઈ પણ વધારે સારી વસ્તુ, સારી સ્થિતિ તરફ જવાનું તે પહેલું પગથિયું છે.

–વેન્ડેલ ફિલિપ્સ

Monday, February 23, 2009

Khushi ka har pal ho tere liye
Baharo ka gulista ho tere liye
Kamyabi ki manzil ho tere liye
Bas ek pal tera har roz ho mere liye

SMS

Search A Beautiful Heart But

Not Search A Beautiful Face

Beautiful Things Are Not Always Good

But Good Things Are Always Beautiful